...

20 views

My Best Friend.
Missing you meri jaan.
Dur rahana nahi h itna aassan.Dur hu jo tujse yaad teri hi aati h.
Kuch sunni ,kuch sunani h kahani.
Baatein btane ko hazaar h
bs ab milne ka intzaar h.
Dukhdha bhi sunana h,
Hasi bhi sunani h or aasu bhi girane.
Galliya bhi sunani h tujhe,
or teri bhi khani h.
Mahine beet gy mano arsa sa lgne lga h.
Bs teri yaad aati h 😭

Miss u meri yaar 💖