...

2 views

Boond
zindagi kitne dino ki hoti wo, jitni humain maut se na milwa de tab tak ki ya wo har din ek Puri zindagi jitein hain.
kya zindagi ke myne samjhna itna muskil tha uske liye ki wo jina hi bhul gayi.
jab hum janam lete hain tho na hamein kisi ka dar hota hai na kisi cheez ka bhaye phir boond ne kyun khud ko khud ke hi zanziron se baandh rakha tha........