...

3 views

First Crush (2)
neha> yarr ek baar dekh to sahi se

riya> wow bohot accha hai bss
ab kaam kr lu plzz.

neha> Haan tu kaam he kr le.
ab mere se Mt puchna kuch bhi.

riya> kya yarrr......sun to sahi ek baar.
( Mt kr baat mujhe bhi koi ferk ni pidne bala
adha tume too mnnane me he nikl jata hai uff)

..................................

teacher> hmare class me new student aya hai.
welcome kro uska aap ka classmate hai.

teacher> khud ko introduced kro beta.

Aditya> aa....hiii
I'm aditya aa....my.

riya> ( kitne time me bole paiga)

teacher> aditya tum jao apni sheet le lo.

aditya> yes mam thnaku mam.

teacher> riya....

riya> yes mam...

teacher> ise apne nots de dena thik hai.

riya> ji ( kya yarr......
Main he mili thi nots Dene ko.
or koi ni Mila......)

...........................

Aditya> hii riya

riya> hello (ohhh ye mere pass kyo baith raha hai)

aditya> aap apne not de do
main........

riya> kya.... Haan deti hu abhi too thoda injoy kro class ko deti hu fhir..........

aditya> ohh...thik hai thik hai.

riya> hmm..

.............................

neha> sunn......sorry riya.
Maine faltu me pta ni kya kya bol diya.

riya> koina chal lunch kerte hai.

neha> pakka na tu naraz too nahi hai na.

riya> arey ni yarr
chal....

neha> yarr.......
tu Sach me meri pakki bali friend hai.

riya> accha to teri pakki bali friend ko
aaj lunch tere paiso se lena hai..

neha> chal dilati hu...

riya> kyaaaaa.....
ajj tu neha he hai na dhoka to ni hai spne me........

neha> arey tubhi kya yaad rakhegi.......

riya> bss bss
drama kra lo bss.

neha> chal ab.

riya> Haan chal..

..........................

neha> riya.
riya> Haan.

neha> ye aditya yaha kya kr raha hai??

riya> kaha???

neha> arey hm baithe hai baha dekh.

riya> ye........
jb se mam ne nots ke liya Bola rb se pixche he pd gya.
abhi isse puch ke aati hu.
neha> arey ruk too ja ek min baat to sun.......
..............
................................

riya> t........
Aditya> hii riya.
main tumhra he wait kr raha tha.

riya> hello....mera wait??????

aditya> bo Main collage me new hu too..
collage dekhna tha....

riya> too dekho jake usme........mera kya ?

aditya> arey bo mujhe pta ni hai na tooo.....

riya> to apne friend ke sath jao.....

aditya> mera abhi koi friend ni hai na...isliye.....

riya> Haan too main kon sa hu......


aditya> too bn jao.....

riya> hannnn......
kya.........

aditya> kya hua......
riya> hmmmm......kuch ni.

aditya> bnoge friend.

riya> mujhe class lena hai
main baad me baat kerti hu.

aditya> arey.....
ek min ek..............

riya> ( kya yarrr usne friend ke liye he to Bola tha
main kya yarr Sach me).
uffff Sach me main pgl hu ohhhhoooo kitta weird lga hoga usse.....

..........................

neha> kya hua??????

riya> chal jaldi.
neha> kaha??

riya> side me too aa.

neha> hua kya?

riya> btati hu btati hu.....

neha> Han.....

riya> usne friend ke liye Bola or mai.........

neha> kya kr ke ayyk ho??

riya> kya krungi
pta ni kya ho gya
usse dekhte he yarr main.......
pta ni ajjib herkal kerke ai hu.......

neha> kya........kya Bola??

riya> kuch bola he to ni..
usne sirf friend ke liye puch or main....

neha> tera na kuch ni ho skta Sach me.

riya> arey yarr kya kru ab...
kuch to bta
pta ni kya soch raha hoga bo
kitta weird lga hoga usse....

neha> baise ek baat bolu....

riya> Haan....?

neha> tujhe aise kerte to kabhi ni dekha
kuch to hai usme..mtlb.........

riya> kya........
tu.............Sach me yarrr mtlb..

tujhe na puchna he bekaar tha btana he bekaar tha
jaa tu.........

neha> arey....
riya> ohhhho ab main kisse puchu kya kru
kaha jau.......


First Crush (2 part)



© kim