...

1 views

zindagi
Ek betti ke ghum bhari story ,,
ek betti ko bachpan mein khata,firtae haste khalte zindagi guzarte haii ,ek din betti bade hone lagte haii to betti ke uper khuch ghar walun ke buri Nazar pade rehte haii ,uske uper zulm hova,, karta tha lekin o betti kisi ko kuch nahi bolte the chup chap se hoaye ,ek din uske maa ko pata hota hai zulm fir bhi betti ke maa izath ,,jayegi ,,bolke chup hojate thi ,fir betti ne dekha ye majra to betti izath ke khater kisi aur se shadi karte hai jise o pyar nahi karte thee ,fir bhi uski izath ke hifazath ke liye kisi aur se shadi hojate hai fir wahan bhi o ladki ko khushi nahi mili sasural mein bhi har roze tane sehte gaye ,,fir kuch din,kuch sal bete bache hove uske badh fir se tofan aya har bar tofan se ladte aye ladki fir bhi ise bar bhi tofan aya ,waise he fir use ise bar bhi izath pe ungli uthi fir ladki bekasur hote hove bhi kasur bane maa Bape ke izath ke khater ,ek din ladki ne apne jan bhi dene ka faisla liya ,aur suciede ke tab bhi use ladki ke maa Bape ake bachaye kuch batein bolke uske Ghar he chhodke chalegaye waise kuch din badh fir use ladki ka patti use 3 talaq bola use ladki ke samne ,tab ladki ne awaz uthaye ab ye patti nahi chahiye bolke fir bhi o ladki 3 month 10 din idath bhi ke fir bhi usne apne maa Bape ,bhai ,behnun se boli mujhe le chalo ghar tab bhi maa Bape,bhai ,behnein apne izath ke liye , society ke izath ke liye use ghar nahi leke gaye use ultha bole hm nahi mante talaq ko fir o ladki apne dostun ke saher chalegayi ek din ,,ghar se bhage ke,,fir bhi use ladki ka patti ladki ka maa Bape sab milke fir se dhunde o ladki ko complaint kiye fir o ladki aye ghar to us ladki ke uper sab milker zulum kiye ,use ladki ko sab milke mare fir bhi ladki bolle mujhe nahi jena hai iske sath isne mujhe talaq dediya ye mera patti nahi haii,fir bhi us ladki ke maa Bape nHi mane kohi bhi bath fir se zulum se rakha use ladki ko ,,lekin ladki har nahi mane ladte aye fir bhi use insaf nahi mile o ladki ko kyunki jhute ko such aur such ko jhute bana ker dekha rahe hain yahan ke log.o ladki akeli ladte ladte thakh rahe hai kya o ladkik ko jene ka huq nahi haii,lekin o ladki akele ladte ladte apna apko mar rahe hai .kya ladki ye izath aur Islam ke huk ke liye lade rahe hai ye awaz uthana ladki ke ghalti hai kya,kya ladki ko khushi aur izath se jena hai hai kya ,,o ladki ko un sab ke khushi ke liye o ladki ko zinda mare rahe hain kya ye insaniyath hai kya ,,,,,,,,,,,,,
sultana......
© All Rights Reserved