...

0 views

#Estri or purush ka charitra kabhi asaan nhi hota...
#estri or purush ka charitra kabhi ashaan nhi hota lekin phir bhi wah estri apne her kartavya ko hash kr pura karti hai estri smaj ka wah sunder anmol ratn hai jisne sansar ki sari bagdor ko sambhal rakha h chache wah bagdor ek putri ki ho maa ki ho patni ki ho sabhi acche se sambhalti h wah her jatan kr ke apne parivar ki bagdor ko majbooti se bandhe rakhti h or in sab cheejo me uska saath hamesa ghar wale ( mayke wale) jha usne junm liya phir waha ke kartvayo ko pura kr ke phir chal deti h phir ek naye saher naye gahr ki or apna dusra kartvaya nibhane estri ka to pura jeevan kartvayo se bhara rhta h phle jha junm liya waha bhi unki laaz mariyada ke liye apni khwaiso ko dbaa kr rh jana lekin us junm wale Ghar me beti ka sabse attor rista apne pita ke saath rhta woh bechara pita jo apni phool si beti ko her dukh dard se bachata hai use duniya ki her khusiyaah Dene ki chah kya deta bhi phir ek din phir Aisa ata jb wahi pita jo apni beti ki dekhe bina chain kabhi nhi pata tha woh apni beti ko ek anjaan saksh ke saath ek rista me baandh kr hamesa ke liye door kr deta h us pita ke dil se pucho jisne jeevan ke kai saal apne beti ke saath bitaye yha to agar hum school jate h or agar koi accha dost milta h to uske bichadne per itna dukh hota to us pita se pucho jo apni jaan se pyari beti ko apne ap se alag kr kisi or ke hawale ke uski slamti ki gujarish bhi krta hai or saath me apne jeevan ki saari punji bhi lga deta hai lekin jb bd me pta chale ki itna sab kuch karne ke bd bhi uski beti ka jeevan dukh se bhara h to woh bechara bp jeete ji mr jata h chalo chodo ye to bhai vidhi ki vidhan h ki beti palti kisi or ke ghar me or sambhalti kisi or ke ghar ki bagdor h lekin ek or bhi h ek beti ke liye bhi uska pita hi sabh kuch hota h kyoki kabhi aisa hota h jo bt apki maa na samajh paye woh kabhi kabhi baap apni beti ki aankhain dekh kr jaan jata h beti or ka rista es duniya ka sabse anmol rista jo kabhi tootta nhi haa es riste me dooriya jarur ATI hai lekin dil me koi dwesh bhi rhta or ek beti agar apne pita ke bd kisi ko apna samjhti h to bs apne pati or uski family or baccha jiske saath ab use apna pura jeevan bitana h kyoki estri ka jeevan yahi h pahle ek beti phir kisi ki biwi kisi ki bahu kisi ki maa dadi yahi sab kuch estri ka hi charitra hai jise nibhane ke liye wah apne sapne kya khwaiso ko bhi kahi dafna deti hai or lag jati h apni jimme dariyo ko pura karne me lekin estri sabse bda dukh tab hota h jb uske sabkuch karne ka bawajood uske hi apne kah tumne kiya hi kya hai humare liye us din wah estri toot kr bikhar jati hai mai ye nhi kahti ki bahoo bhi beti hai lekin beti saman pyar to de sakte hai or jaise ap apni beti se puchte beti tumhe kya pahnana h kya khana or aange jindagi me kya Krna h are uski bhi koi khudh ki life hai use bhi apna jeevan apne tariko se jeene ka hak hai agar ap us per vishwas kr ke ek br chut de kr to dekhiye kyoki jaruri nhi sab galt hi ho kyoki maine suna ki kabhi kabhi logo ki surat to mil sakti h lekin sabki seerat ek jaisi nhi ho sakti or ek batwo estri duniya ki her takleef ko hs kr sah leti h kisise uff Tak naa krti h haa mai ye nhi kahti ki estri hi sab kuch hai kyoki estri or purush ek dusre ke purak hai agar estri uske ghar ko sambhalti hai lekin ye to nhi ki sirf mard hi apni pehchana ban sakte hai estri ko bhi apni pehchan ki jarurat haa surname to apka hi use hota h lekin ye nhi ho sakta ki logo ko bhi estri ko bhi uski khudh ki pehchaan bnane ka mouka Dena chahiye maine to ye bhi dekha h ki ek orat apne ghar ki bhagdor ko surchit krne ke liye bhi apne armano ko roud deti hai lekin use bura tb lagta hai wo bhi chahti h ki uske pita ke bd ho uska humdard hai humrahi hai wah bhi uski her khwiasa ko pura kare jaruri her aurat ek jaisi ho aurat ki bhi khudh ko khwaise h jo woh kahne me to hichkti hai ki mujhe ye bnana hai mujhe ye course karna or bhi bhut kuch lekin kahne se darti hai kyoki woh chali to jarur jati h us dusre ghar me lekin unhe apne junm wale Ghar se jyada kahi bhi comfort nhi mehsoos hota tabhi to woh jo apne dil ki bina kuch soche samjhe apne mata ke samne rakh deti woh bat unse(saas,sasur) kahne se darti h are unhe bhi to ek br apni beti ki nazar se dekho phir dekho kaise nhi wo tumhe wahi saman degi jo apne parents ko deti hai mana ki apni kismat ka likha koi nhi badal saka chahe woh khudh bhagwan ho to hum kya hai lekin kahte nhi h jeevan h to jeena padega lekin apne jeevan ko bhog ki tarah naa jiyo kyoki agar apne kahi khusiyaah baato hai kisi ko dard nhi diya h to dekhna ek din jarur apko bhi khusiyaan naseeb hogi apna karm kro fal ki chinta tum Mt kro kyoki jo hona ha jo khona h jo apna sab pahle se apke bhagya me likha h to bs apne karm per dhyan dijiye thik waise hi jaise ek estri her kisi ka khyal bina swarth ke krti hai woh apne sabhi daitva ki nibhati yahi soch kr ki ek din accha jarur hoga ab to yug badalne laga or log bhi or unki soch tabhi to ab kisi aurat ko tadapna nhi padta lekin abhi kuch logo ki soch me parivartan hona baki hai or ye tabhi hoga jb education sab ke pss hogi or kisi me kapat ki bhawna nhi hogi or mata pita apne bacche me bhedbhav naa kre or ab kahi naa kahi sab kuch accha hone lga hai lekin abhi bhi kuch aise log hai jo abhi bio estri ko galt nazar se dekhte lekinwoh buul jate h kabhi naa kabhi jab tum baap banoge yaa kisi bahen ke bhai hoge tb tumhe pta chlega ek estri ke jeevan kitna shikh may or dhukh may hai kyoki aj kl ke yug me jaruri her estri ka jeevan sukh may esliye jaruri hai agar chahte hai apki beti yaa bahu ka jeevan sukhmay ho to unhe atmanirbar nmbaniye jisse unhel abhi bhi kisi ke samne hath naa failana pade or ek baat pta nhi aj kl ke bachcho ko kya ho gya woh to apne parents ko kuch samjhete hi nhi lekin phir bhi mata pita unki her jati bardast kr ke mushkira kr unhe apna dukh naa dikhaye hai lekin woh bacche hi kya jo apne parents ka dukh tk samajh paye or ye tk bhool ye wahi maa jisne tumhe nou mahine apni kokh me rakha tumhare liye Jane kitni rate jagi tumhari liye kya kya kia or ye bhi bhool jate hai ki humare papa ne hume kaise pala posa hai agar bhi dekha to ek brr jb papa loit kr gahr aye to unka chehra dekh lena pta chal jaye gaa lekin aj kl dekhta hi koun unhe to ab apne parents hi apne sabse bade dushman se lagne lagte hai lekin ek cheej bhool jate hai ki ye woh dour hai jo wapas ayega apn jaisa krenge wahi apke bhi saath ho sakta hai are bahujb ek baccha apni maa ko izzat nhi de sakta usse dusri ki bahu betiyo ki izzat ke baare me kya soch sakte hai bhai mai to yahi kahna chahingi ki her estri ki respect kro kyoki estri hi woh anmol komal ratna hai jo her dukh sahne ke bad bhi bhool kr ek mouka or dekr jeevan phir se aange badati hai ...