Suno Chanda 🌙 (ii)
Suno Chanda . ..
doobe Suraj ka intzar hr subha zameen wale kartey hain,
mager thumara intzaar sirf hume rehta hai , jaise unn zameen walon ko Suraj ka intzar rehta hai, usi terah hume thumara. ..
suno ! asa nehi hai ki jb tum chale jaate ho hum tab kuch nehi kr pate , hum kartey hain na , thumara intzaar,
hume accha lagta hai jab tum naye andaaz main aate ho , thumara andaaz badl badl ke anna hume psand hai . ..
Suno Chanda tum ko aik baat batani hai,
wo jo taara humara dost aapke pss aya tha na pure mahiney ki kosish ki thie usne ,
Aur abb jb aapse mil liya wo , hum kya batayen kitna kush tha wo , Khushi main joomta raha saare assman pe , aur akhir kr bichara toot gya . ..
hum sab bhi tootna chahte hain lakin tum se milne ke baad ,
humari sari zindagi ki bss ik hi khawaish toh hai ,
suno chanda ,
tum humara taaj ho,
hum sab pe raj ho,
thumera pss aur
humera ass pass,
mohabbat hi mohabbat hai. ..
aur uss mohabbat ka naam,
hum ne rakha hai ,
chandani Mohabbat. ..
Thanks for reading my lines , give your feedback and meaningful suggestions.
💚
© AbrarAhmedAyar

Related Stories