ek ajib duniya part 2
aaj main teen mahine me ghar se bahar nikali,to maine dekha log kis tarah is bimari se bachne ke tarike apna rahe hai,is bimari ke chalte wo ye bhi bhul gaye ki ve kya the aur kya ban gaye hai,such batao to ye hamare technology ka dushprabhav hai jo hum kahar ban kar dhaya hai,kyon aaj ek bhi parinda dikhai nahi deta,kyo hum prakriti ko badalne ki koshish kar rahe hain kyo hum prakriti se har chiz ko nast karte ja rahe hain, kyon dharti mata itni krodhit hai, kya apko iska abhash bhi hai,
aaj main apne office gayi,maine bahar nikalte hi riksha liya jo muh per gamcha baadhe hue tha,isliye nahi ki corona se darta hai balki isliye kahin uski sawaari kisi aur rikshe me na chali jaye,Corona se vah nahi darta ,vah to sirf is baat se darr raha hai ki agar yah sawaari dusre rikshe me chali gayi to mehtana chala jayega,main shaam ko...