...

3 views

Kya ham galtiyon see seekh sakte hai....
Kya ham galtiyon see seekh sakte hain?.
Kya galti karein Jo hamhe safalta dalye?.
Kya hamhe Jann bhuj kar galtiyan karni chye?..
👉.. Jha tak mera mana hai insan galtiyon see hi seekhta hai,hor phir khate hai insan galtiyon ka putla hai galti insan see hoti hai .mana galti ho gyi par galti see galti ho gyi par galti ko galti samj kar huss see seekhna hi samjhdari khalti hai.socho agar ak galti karte hai too itna seekh lete hai phir ham too bar bar galti karte hai phir hamare pas knowledge kitna hoga hislye hamhe see sekhna zurari hai jisne galti suduri samjo husne zindagi sudari....

......👉 hab swal hai ki kya galti karein jiss see hamhe safalta Mille?..
Dakho app galtiyan Karo par husse see sambalna wo apki responsibility hai yee nhe kee experiment ke chakkar Mai khud ko itne door lee jao ki wapas lout na sakho .mana galtiyan insan ko Jena batati hai pr Jo app ko nuksaan dee issa koi bhi kam na karein.
experiment Karo par apne had mai ree kar khud par khabo rakhna zaruri hai zurari hai apne app ki pachan rakhna ki may kya hu ....
......👉 Kya hamhe Jann bhuj kar galtiyan karni chye?..
kya hamhe Jann bhuj kar galtiyan karni chye ji hai app jaan bhuj kar galtiyan kar sakte hai agar apko seekhne ki sachi lagan hai too warna apki life khrab bhi ho sakti hai yee risk see bara kam hai hor risk lena zurari hai app apne jeene ke trakhe ko badle chye huss kilye apko torhi see muskhlo ka samna kuyn na karna parhe ..
app galtiyan kar ke hi seekh sakte ho apko ak agar ak batreeen experience hor sacha kalakar bana hai too kuch galtiyan karni parhe gee kuch haram see bari zindagi ko kurban karni parhe gee himmat rakho gee too safalta apke kadam chumee gee warna log tumhen yaado see bhi Mita dege hislye Mera mana bass app apna kam karein ak din app ko dunia yaad kare gee.......


please mujhe suggest karein ki kya mane likhana chye tha,kya mujhe issa krna chye tha jiss see log motives hote..

Mera personal opinion hai ki mai koishesh karta hu ki koi apni life ko barbad na karein ..
Story achi laggi too like share hor comments zurar karen danivaad 🙏........