...

1 views

Ishq ek ghatak bimari....
Riya, padhne me bohot tez thi, maa baap ki ikloti santan bhi thi. Uski muh se jo bat nikal jae vo kabhi puri na ho esa to kabhi hua hi nahi tha. Esi hi parwarish me vo badi hogai. Padhne likhne me achi thi to bade ho kar videsh bhi chali gai. Vaha padhne gai engineering. Maa ko vo bohot yaad aane lagi par itna kharcha karke usse milne jana bhi aasan nahi tha to phone par hi baate karne apna man bhar lete the vo dono.

Par Riya ki zindagi to ek naya mod lene vali thi kyuki vahan koi tha jo chup chup kar uska khyal rakhta tha. Uski har jaroorat ko bhi vo pura karta tha. Ese hi din beette rahe is ek tarfa pyar ke fool bhi khilte rahe. Par ek din Riya ki nazar bhi us aashiq par pad gai. Jise vo ghanto chup kar bas dekhti hi rahi. Uska hasna, muskurana use acha lagne laga. Uska baate karna, logo ke sath milna bhi Riya ka dil khush karne laga...

Vo padhne me bohot achi thi islie usne sirf kamyabi hi dekhi...