...

32 views

Covid
"Mujko yaad hai wo hawa
Jo aayi Maut ka bulwa le kar"

Wuhan se chalti wo hawa ne
Sare desh ko banjar bana diya
Jagh log apni zindagi ko naya sal ka
Intezar kar rahe the
Pata nahi tha wo lagyi bichdan
Apno ko khone ka
Pata nahi thi hawa ki Kimat bhi hoti hai
Kimti ho gaye sab ko ghar bithana
Offline ki duniya ne
Online ki jagh li
Padosi Padosi se dar Lagna laga
Sikhaya hame apno ke sang rehna
Sikhaya hame yaad karna aur taza karna wo purani yaad ko
Bataya hume unki izzat karna
Jo shayad hum kabhi karte the

"Samay nikla nahi abhi
Aur baaki hai"
!Sun lo baat doctor ki
Bacha lo jaan apni aur apna parivar ki!

#WritcoStoryPrompt51 #CovidStories
Stay Positive!Stay Happy
🙂🙂😷

© HeerWrites