...

18 views

Aurat banne ki kahani
Ek baar, Narayan ji, Brahma ji se Milne gaye, us vakt Brahma ji,
ek prakritik parani banane Mai lage hue the, Narayan ji bole Brahma ji, muje Vishnu ji ne beja hai, Aapne pura brhamand ek shan mae bana diya, lekin aap pe ye kalakriti nhai ban payi.


Brahamaji ne kha, Aurus puter narayan, mae jis chhech ko bana raha hu, vo koi sadharan klakriti nhi hai, ye Aurat hai Aurat, Isme maine itni shakti lagayi hai, ki iski shensheelta ki koi brabari nhi kar sakta.


Auras puter Narayan bole accha, kya mae ise sparsh kar sakta hu, jaise narayan ne sitri ko sparsh kiya,
unhe kuch Gila sa mehsoos kiya, Aur poocha hey gurudev ye kya?


Fir Bahama ji ne khaa, Auras puter, ye Aasu hain, jab ise dard hoga, ye cheekegi nhi, jab ye preshan hogi, kisiko apna dard nhi baya kregi,
yehi iski khasiyat hai, yehi iski kamjori.



Ye Is Manav jati ke liye vardaan hai, kyonki, iske liye koi apna paraya nhi hoga, kisi aur ki santan ko bhi apni santan ki tareh palegi.

To fir batao Narayan, is adhbhut cheech ke liye, deri honi chhaye ki nhi.


Narayan heran the,
Aur sirf ek shabdh Nikla,
Nari tu dhanya hai.






Yeshu
© yeshu Goswami