...

8 views

Antarmaan ki Awaaz
Antarmaan Ki Aawaz jo kehti hai
Aaj Insaan Se kahi kyu sunte nahi
tum usko kahi
kehti hai vyarth hu kyu mai
kyu tum sunte nahi apne dil ki
aawaaz ko kyu karte nazar andaaz
kyu dusro ki baateon se todte apne.
dil ko kahi Kya vyaarth hu mai
kahi kyu tum sahi galat ko chunte
nahi Kyu Gumraah hokar
maante Ho dusro ki
baatein Chunte Galat Raha Kahi
kyu tum sunte nahi kya karna thha
tum wo karte nahi kyu Tum apne
antarmaan ko sunte nahi
Kyu tum iss samay ko vyaarth karte kahi
Kyu Antarmaan ko sunte nahi
kyu Iss zindagi Ko Vyarth Karte kahi Kyu tum Apne dil ko sunte nahi
kyu Zindagi ko sunte nahi
kya karna chahte Wo Tum karte nahi
sahi baateon par tum Amal karte nahi
kya karne chahte ho wo tum karte nahi
dil ki Aawaz tum sunte nahi
Aant mai tum Iss keemti ko vyarth karte kahi Kyu Apne Dil ki Aawaaz Tum sunte nahi Kehti hai tumse aaj kya mai
vyarth Kahi .
© sanjana