...

17 views

mahabharat.. soch.. 1
Mahabharat mein rahi Insaanon ki parichay...

Bheeshma- Hastinapur maharaj shantanu aur pavithr Ganga devi ka putra hai. Kuru vansh ka varas.pitha ki khushi ke liye.. Maharaj hone ka farz chod kar sirf rajyarakshak ban kar jeevan bethaya... Apni aakari dham thak rajya ka seva kiya...

Ek dhin shantanu maharaj ek stree ko dekha tha. Unko chahne lage aur unse shadhi karna chahthe the. Unki Naam satyavathi hai... Usi dhin bheeshma ki yuvraj hone ka ghoshan kiya gaya tha... Jab bheeshma ko patha chala ki unki pitha kisi stree se shadhi karna chahthe the. Uski pitha ko khush rakhne ke liye satyavathi ki icchavo aur sharatho ko dyan mein rak kar bheeshma ne aa jeevan brahmachaar rehna ka Vaada kiya tha...

Drutharastra - Hastinapur ke shantanu maharaj aur satyavathi ka jaest putra hai... Yeh andha hai...
Drutharastra apne jeevan mein andhe hone par bhi rajya ka paalan karna chahthe the... Uss chahat ko puri karne ke liye usne sab tarah ki seshthr seekha tha.. Kaabil bana ek raja banane ka.. Zindagi Mein humare andhar kitna bhi kamiya ho...par hum jho chahithe hai.. Uski hum uski kaabil bana tho jho hum chahthe hai wo jaroor milega...
Jo hum jeevan mein paana chahthe hai.. Uski kaabil banana jaroori hai...

Paandu- shantanu aur satyavathi ki dhosara putra. Drutarastra ka bhai. Kunti aur mari ka pati. Pandavas ka pita. Dil se bada Accha hai. Kabhi bhi kisi cheez aakanksh nahi hothi thi. Drutarastra kitna bhi bura kyun na ho. Par pandu apni bhai ko humesha khush rakhna chahta tha. Unki rajya paalan mein praja log bhi bhahuth khush rehtha tha.
Log kitna bhi bura ho, jab hum unse thoda pyar se rahe tho wo bhi khush honge....

Vidhura-maha mantri yeh unme se ek Insaan tha jisne draupadi ki vastrahin ke samay par prashn kiya... Rokhne ki koshish ki...
Humare Saamne kitne bhi badi log kyun na ho.. Jab kuch adharm aur anyay ho raha tho use Rokhne ki prayas karna humara karthavy hai...

Gaandhari-hastinapur ki maharani. Drutarastra ki patni. (100) kauravas ki maa. Gaandhari apne pati ke liye .. Jeevan bhar apne aap ko andha kar diya.. Gandhari ko Andhera se bhahuth dar tha. Par apni risthey ke liye jeevan bhar us dar ka samna kiya.. Gandhari uski patho ko samaj ne ke liye wo khud us dard ka Andhera ka mehsoos karna chahthi thi.
Jab tak apne dar ka saamna nahi karoge.. Tab tak zindagi mein kuch paa nahi sakogi...

Kunti - paandu raaj ki Pehli patni.. Yudisthr, bheem, arjun ki maa.. Paandu ke saath jeevan beethana chaha. Apni pyar ka izhar karne se pehle paandu ne mari se shadhi kar ke Hastinapur laya tha. Kunti ne shadhi ke pehle surya bhagvan ke Vardhan se karan Naam ladka ka maa bana.. Par bin shadhi kisi ka maa banne se apne pita ka apmaan samaj kar kunti ne karan ko ek tokari mein dal kar nadhi mein chod diya thi. Yeh sach wo paandu ko bhathana chaha thi par waqt ne aise hone na diya.. Kunti mari ke Baccho ko hi apni baccha hi maana tha.. Paandu aur mari ki marne ke baadh kunti ne hi apni Paanch bachchon ko bada kiya...
Maa kabhi bhi apna Bacchon ko dukh mein dekh nahi sakthi... Jab pandav apni bachapan mein Hastinapur ke mahal mein gaya tha. Tab kaurav ne pandav ko maarne ki khoshish ki unse bach kar apna jeevan van mein bethne kunti aur pandav chale gaye. Apni Bacchon ko surakshith rakhne ke liye wo Phir mahal mein nahi gayi... Kunti tho ek yedhuvansh ki puthri aur kuru vansh ki bahu thi.. Wo sab chod kar apni parhi aur Bacchon ke liye Van mein jeevan be thane chal gayi thi...


The next part will be continued....
I hope who are reading this feeling interested to know more about them..