...

27 views

Dubai project
mere pyar ki kahani jab shuru hui jab technology itni advanced nahi thi jab hum kisi ko on call par dekh sake us waqt telephone booth par ja kar I dusre ko sun sakte the waqt gujra toh I khayal aya ki kyu na I dayari likhu aur use courier kar du toh sayed Is dil ki baat woh ajnabi samj le. I year tak sab teekh chalta raha lekin years ke last month uska phone switch off jane lga new year tak woh dayari half complete ho gayi aur usi waqt maine us dayari ko courier karne ka decision liya 3rd years ho gye sayed woh dayari uske pass pahuch gyi hogi meri kahani ke total 5th years ho gye lekin koi bhi uski taraf se response nahi aya aur phir maine move on karne ki kosish ki kyuki sayed mere liye woh tha hi nahi. kuch time baad mai delhi ayi...