...

4 views

ek aur din!!!
Ek din bit gaya!!!!
aisa lagta hain ki sekndo sadiya bit gayi,aur kabhi kabar ek din ek second Kitna lagta hain! sab kuch mumkin hain yahan,log sirf bahane banaye reh jate hain aur mumkin sa kam namumkin reh jata hain! pure din ki thakan bhulkar ek baar yeh sochiye ki aakhir aaj aapne kiya kya? aisa koi bhi kaam kiya ki jiske vajah se aasal mein aapko khushi mile...kuch pal bas apne aap ke liye nikalo, jis tarah auro ke liye aapki zimmedari hain usi tarah aapki apne aap ki aur bhi kuch zimmedariya hain,jise nibhana padega, bas thoda sa waqt nikalkar......kya aapko nahi lagta aisa???

thank you
🤍
© shiny soul