...

10 views

Begin and Ending
Begin and ending is the part of life which goes on and on.

ye bolna bahut aasaan hai par mehsoos karna muskil muskil hamesha ye dikhati hai ki end to bus yahi hai aur hope he dikhati hai ki nhi ye to raastee ka speed breaker hai, kahani to abhi baki hai mere dost.

End realize karwata hai ki duniya mai aayee akele hai to jayege bhi akele, par hope dikhate hai ki na to tum akele iss duniya mai aa paye the na hi iss duniya se akele jaa sakte ho, jo kaam apne kiya, jo decision aapnee liye wo waqt ne apne pass rakh liye.

beginning dikhati hai ki jo hooaa aachee ke liye hooaa, end dikhata hai jo hooaa usme aachaa kya tha.


both are two sides of coin and life is the coin which gett tossed at every moment.

next what is waiting, end or beginning, we don't know but we need to enjoy every moment of life not by facing but with accepting and challenging it.
© JD