मेरी अधुरी मोहब्बत
Part-22
Wedono baaten karhi rhe the ki tabhi Nisha ki nazar uske handwatch par parti hai. Nisha- oh no (bolte hue khari ho jaati hai) Raj ussse kehta hai kya hua? Nisha- wo mam ne mujhe library ke in saare books ko eek ghante me arrange karne ko kaha tha par uss Vijay ke karan se late hogaya aur ab mere paas sirf 20 minutes baki hai. Raj- It's okay i will help you. Nisha- aap. Raj- ji mai. Nisha- oo thanks. Raj- pehle isse arrange karde. Nisha- haan. Wedono jaldi jaldi books ko arrange kardete hai. Nisha- thankyou so much Raj sir. Raj- Tumhe mujhe sir bolne ki koi jarurat nhi hai kyunki main bhi first year ka hi hun aur kya pata hamare subjects miljaaye aur hum ekhi class me ho. Nisha- oo. Raj- hamne to baato baato me introduction hi nhi diya. Nisha- Raj apko kaun nhi jaanta. Raj- aacha tum apna intro dedo. Nisha- Me Nisha Sharma. Raj- So kya hum friends baan sakte hai Nisha. Nisha- sure.
Flashback end
Abhinash- (Raj ko hilate hue) Raj kya hua? kahan khoya hai tu? Raj- kahin nhi. Abhinash- dekh tu mujhse jhut maat bol. Raj- aacha tu ye bata tujhe us table par kaun dikh rha hai. Abhinash- aree ye to Nisha hai na. Raj- haan(man me to ye mera dream nhi tha) Abhinash ki nazar us ladki par jaati hai aur wo usse pehchaanne ki kosis karta hai. Raj- kya hua ab tu kahan kho gaya? Abhinash- wo ladki kaun hai. Raj- wo woto sayad Sameera hai. Abhinash- oo. Raj- chal na ham unse milte hai. Abhinash- koi jarurat nhi hai bhai. Raj usse jabardasti ghasit ke uss table ke pass jaane lagta hai. Adi- Sameera Raj aur Abhinash sir yahin aarahe hai. Sameera- what? wo yahan matalab kyu aarahe hai? Aditi- isme itna chaukne ki kya baat hai. Sameera- aree yaar mujhe inlogo se baat nahi karni tujhe pata hai na main jabbhi uss Abhinash sir se milti hu to unka nuksan hi karti hu chal yaha se aur wahan se uthakar chali jaati hai. Nisha bill pay karti hai aur wo dono uske picche bhagati hai. Raj- aree ye tino hame dekhkar bhaag kyu gayi. Abhinash- kyunki tu iss mask aur cap me robber lag rha hai aur phir wo hasne lagta hai. Raj- so funny. Abhinash- i know. Raj- chale. Abhinash- kaha? Raj- unke picche. Abhinash- par kyu? Raj- aree chal.
Aage kya hua jaanane keliye padhate rahe meri aadhuri mohabaat and keep following me to know what will happen next.
Stay tuned and be safe.🙂
© Saumya