...

32 views

untold love
ab In ankho ke khawb kahi simat kar reh gye the us ajnabi ke ane ka intzaar karne ki himmat ab toot si rahi thi. ab waqt ka pahiya apni raftar mai tha. aur hume koi umeed nazar nahi aa rahi thi aur yeh khamosh si zindagi hamari sansh ko kheechne ki koshish kar rahi thi sab kuch adhura reh gya tha woh ajnabi meri zindgi ke lamho mai tha lekin afshosh ki I choti si baat na keh sake ki hume apse pyar ho gya hai. sayed tum na samj sako ki pyar jeene ki himmat deta hai but tum toh pyar se itni nafrat karte ho ki hamara pyar toh dam hi tod dega hamare beech sab teekh rahe isliye mujhe tumse majbooran behadh nafrat karni hogi lekin hum sach keh rahe hai ki bahut pyar karte hai apse. nafrat toh apse ho hi nahi sakti hamari itni himmat nahi kyuki Is dil ne ankh band karke bharosha kiya hai ki ap dil se bahut innocent ho but samjne ka waqt nahi diya kisi ko kash I pal ka waqt ruk jaye aur kuch waqt ke liye app mere ho jao lekin kya hai na ap toh asmaan ke chand jaise aur hum darti par dikhne vali dhool ka ek kad jo sayed khabhi apko samj nahi ayega ki pyar karne ka haq har kisi ko hai. pyar yeh soch kar nahi hota ki agle pal kya hone vala hai zindagi milegi ya phir mout