...

9 views

Kanha
O kanha ,chori bhi karte ho ..dandh bhi paate ho ....
muskura ke sab ke maan moh lete ho...
swarg se leke marth lok me sab bhakt tumhare...
phir bhi dekho na maiya Yoshoda tumhe sudhare😍
Kabhi gopiyon ko satate to kabhi nagraj se lad jate ho ...
kabhi maiya ke piche chupte ho to kabhi raskhaso ko mar girate ho ...
Leeelaon se bhara hai jeevan tumhare ...shikayate to kitni thi mere
Samjhsi jati hu abhi tumhe kuch parishtitiyan to kathin rahi hongi tumhare😍Kagaj ke panne bhi hai kam sayad syahi bhi ho jaye khatam .....tum se jo hai aur jo rahega ..
kon iss jag ko samajh paega...
kabhi krishna ,kabhi ram abtar tumhare ....kabhi prem ki bhasa to kabhi putra ka kartabya nibhate chalte ho tum mere kanha...
kabhi Arjun ke rath me sarathi to kabhi Droupadi ke bhrata...kitne sare karm tumse hota mere narayan ...
Bansuri se mann ko Mahlete ho to kabhi sudarsan chakra se karte ho baar...kya guun gaun Narayan phir bhi sab hai kam.🤲