...

4 views

Pyaar toh tha na..=part 2
Phir shiv na yeh fix kiya ki ab me vina ko call karunga , fir usne diya se vina ka number liya use pehle msg kiya raat ko 11 baje woh soo chuki thi , kyuki dusra din uska maa ,pappa jana wale gav ko the isliye woh jaldi so gai fir shiv na socha ki woh shayad so gai hogi kal reply de degi , fir dushra din vina ne hello msg dekha , pr unknown number tha fir bhi usne repl diya hii , name plz , shiv ne reply diya , Kam shiv , vina boli yes apko koun chahiye shiv bola maza apse baat krni hai kya app mil sakta ho vina Sochi aur boli abhi mein busy houn shaam ko call krto houn fir bolungi ok. Shiv bola ok by


Fir shaam ko vina na shiv ko call kiya fir shiv ne call uthaya aur kaha ki ap maza apna friend banayengi , vina bolu mera hi frnd kyu bana hai apko , shiv bola plz ,vina boli ok

shiv na kaha apko time milaga toh kya hum mil sakta hai ,vina boli ok , vina boli par mein apko kaise pechchanugi , shiv bola mein apko apni pic send krta hain ,vina boli ok


Fir bolta bolta kab ,Vina bhi shiv ko pasand karna lagi pata nhi par Shiv na vina ko purpose kiya ,Vina na zhat se ha keh diya fir woh Dona bahoot hi pyaar karna lage ek rishta se Ye pyaar ka silsila chalat raha .....


Be continue in next part.....😊