...

1 views

Ye Wajood keemti hai.
Apne- wajood ko laker kabhi khud ko chota na karayen andar say. Haan Bahar bahut kuch ho Raha hai. Situations ko dekhaiye, kyuke ye Zindagi kamyabi ki Nazar nahi hogi. Aapki khud ki situations or haan kabhi, kabhi ye Lagta haina ke Dimagi-Boojh bahut hai. Be confident, Be Wise ya Be someone who is intelligent. Ye Sirf woh Naam ke words hain. Jo Aaj Log Nasihat ke Taur par Aapke- Mooh par Mar dete Hain. Iss Wajood ko Diya Allah SWT ne hai or ousne Aapki Zindagi ke Circumstances or Rooz jo kashmo-kash hai, jisme Hum padte hain. Apni Zindagi ko compare karna chode dein toh Aadhi takhleef khud hi solve ho jayegi. Waise Problem solving skills India or Pakistan ki Public ke liye na kabhi the, na hain or na kabhi bhi hongi. Culture say zayada ya Faltu ke opinions say zayada Hum khud ki Zindagion ko waqut dein, par nahi de sakte kyuke Dakiya-Noosi soch hai. Or Pakistan ki public toh waise bhi Bikhar hi chuki hai. Isko Nationalism ke angle say na dekhein. Ye Zindagi situations ke bare me hai. Or jo bhi Insaan situation ko face kar raha hai. Ouski Qudar karta hun Mai. Par Ounki nahi jo khud par sawal khada karayen. Allah ne ye Zindagi de hai. At least kuch accha karayen.
© ALI MUZAFFAR. AUTHOR.