...

6 views

Independence day
Humare desh ko aazaadi 15th august 1947 ko mili thi

hum har 15th aug ko azaadi ka mahautsav aur azaadi ka jashan manate hai.

agar mano aaj humare desh ko azaadi nahi mili hoti toh humara desh ki kiya halaat hote.

es din hume un mahan soldiers readers ko salute karna chaiye jinhone apne desh ke liye hum ko azaadi dila ane ke liye khud ko.

desh ke liye kurbaan karne ko tyaar ho gye aur apne ap ki kurbaani de di.

es din ko hum sab bade hi harsh aur ulaash ke sath banate hai.

15th august wale din bache bade sabhi patang uda ate hai.

azaadi ka jashan badi khushi ke sath manate hai.

15th august ko prime minister national flag ko firate hai aur red fort se Live pure desh ko speech dete hai.

hume apne bharaat desh par bada hi garv hai.

aaj jaise humare desh me "CARONA" pure world me faila hua hai.

aise time par humare jo worrier's doctor's nurse police N.G.O ke social worker's media news channel teacher's help kar rhe hai doctor's carona ke patient's ki jaan bacha kar.

khud carona se mar gye hai din raat ek kar ke apni duty ki responsibility puri kar rhe hai.

hume en logo ko salute karna chaiye.

jo apni apni family se etni dur hoker apni apni duty puri kar rhe hai apna farz nibha rhe hai.

taaki humara desh carona se save rhe sake aur hum chain ki nind so sake.

logo ko vacinne ki dose di ja rhi hai unko safty ke liye mask laga kar rakhne ke liye bhi kaha ja raha hai.

15th august ko hum bade harsh ulaash ke sath eslye manate hai.

kyoki humara bharaat desh
ek mahan desh hai.

I proud to be indian

jai hind



© reemahayat