...

9 views

Ek Chehra
Ek chehra jo mere khawab saja deta hai....
Mujhe khush rhne ki waja deta hai
Vo mera kun hai, malum nhi lekin
Jab bhi milta hai, dil mai jagh deta hai
Mai jab bhi andar toot kr bhikru,
Vo mujhe thamne ke liye haath bhada deta hai.....
Mai tanha kbhi chupke se roona bhi chahu
Vo dil ka darwaza khat-khta deta hai...
Uski baato mai jane kesa jadu hai
Ek hi pal mai sadiya bhula deta hai....