Mere Ye khayaal..
hamne kaha, khudgarz ham the vo nahi..
khushiya unhone di, hamne li nahi..
naaraz vo the, galat ham nahi..
vafadaar vo the, dhokebaaz ham bhi nahi..
juda ham reh skte the , unhone rehne diya nahi..
hamaara saath unke liye tha, ishqbaazo ke liye nahi..
pagal ham the, hosh mei to vo bhi nahi..
chaalu ham the, bhole to vo bhi nahi..
vo hamaare ban na chaahte the, ham bana na chaahte nahi..
dua vaise to thi nahi, par ab zarurat hai..
unke bina zindagi katt rahi thi, ham ab kaatna chaahte nahi..
hamaare aasu to sirf paani the, unke liye the gam ke lamhe..
hamaare aasu, to sirf paani the, unke liye the gam ke lamhe..
vaise to puri zindagi bachi h, lekin unke saath ke liye vo bhi kam hai..
chehre par khushi, dil mei gam hai..
unke saath ki khushi, unse bichardne ka darr hai..
rote ham the, dard unhone hota tha..
khushi unki thi , par khush to hamaara dil bhi hota tha..
© thesilent.nights_