...

2 views

Iss Wajood ki Aahemiyat.
Jab koi bole ke bahut saari cheezein hain, aapki zindagi mein. Ouss waqut shayed aapko lagta ho kuch nahi hai. Rishte ouljhanon say bhare nahi hote. Bas andar say kathor mat hona. Jab Ek sabak- Allah ki taraf se milta haina. Or agar Aap woh hain, jo ehsaas kar sakte hain. Toh Aap ouss sabak ko apne- Andar bithal hi Lange. Bilkul waste, ya Barbad Zindagi toh kisi ki bhi ban sakti hai. Agar Aap ye na dekho ke Allah ne Aapko kya accha diya hai or gathon ko mat dekhiye. Agar ousme Aapke andar ek cheez bhi acchi rakhi ho. Kuch baate sirf baate nahi hote, or na hi woh bas Haar or Jeet tak hoti hain. Jinn- Logon ko iss baat par gurur ho ke woh Rishte ke Naam ka fayda outha kar kuch bhi kar sakte hain ya Aapko thag sakte hain. Or Ounke samne jo hoga woh toh haar hi jayega. Yad rakhna ye Log na kabhi behatar the or na ho sakte hain. Bas jab koi situation aaye yad rakhna Allah ki taraf say. Iss sabak ke Haq- Daar aap hain. Or Agar Azmaishein Allah ki taraf se nahi aayengi. Toh, ye Azeem makhluk. Nikhar ki taraf kaise jayegi. Apne aap me. Sab ki zarurat kisse hai. Mutthi bhar hi. Apne- Aap ko agar Andar say tarashne me Lag jaye. Toh ye Deen ke theakeye- Daaron par chalne wali Ummat. Phir say, ilam ki taraf Aaj bhi ja sakti hai. Kabhi Aapne- Aap ko khud ke Dil say na jhukayen. Haqueekat ye nahi ke Log kya dikhate ya Aapko ko kiss cheez par convinced karte hain. Ek Haqueekat jo Aaj ke waqut me Humare Mooh par khadi hai, ke Hum iss Wajood ko Maksad ke bajaye banawati Logic tak le gaye.
© ALI MUZAFFAR. AUTHOR.