...

5 views

Sorry
Sorry yaar Sari galtiyan na mare hai
muje itna umid nahi reakh na chaiye tha tum se. Tum ne to kuch kaha v nahi tha. Aur ma khuklle ankhon se Sapne dekhna laga tha aur future planning kar ne laga tha
aur kya kuch socha tha .
Pata ne kyun Andhar se ek Awaz aati thi ke hum khain v ho .hum hamesha ek dusre ke sat rahege pure duniya v mera khilaf ho jai to v ap mera sat reahoge . pr syad ea mare sab se bade galat fahmi thi. muje ek bar tum se puch leana chahiye tha ke ma ea sare khawab dekhun ya na dekhun . tunhe pyar karu ya na karu.tumhe apne adat banau ya na banau
ma sara waqt tumhara Intezar karu ya na karu.
pr insab bato ka kya matlab . galti to mugh se ho gai ha na .dil to abb mera toot chuka ha na.
na abb halat badal sakte ha na tum na waqt badal sakta hun na mare jajbat.


❤️Sona❤️