...

14 views

Aaj kal..
Jo Aaj hai vah kal rahe ya Na rahe
jo zindagi Aaj hai vah kal mile ya Na mile.
jina hai hamen bus Aaj band kar
kal kafi kar Bhala ham kyon Karen,
Jo acchi ghati hai aaj jindagi mein
vah kal Ho ya Na Ho...
Jo Aaj aaj dhoop khili hai
vah kal khile ya na khile,
Jo safalta Mili hai aaj jindagi mein
vah kal mile ya Na mile..
Aaj Ko Na jaane do yaaro,
firia aaj kal mile ya Na mile...❤️