...

3 views

@Intezaar
Intezaar kya hota hai usse puchho Jo pagal ban ke tumhe intezaar kar raha hai , ho gaya hai purre 3 saal bas tumhare intezaar kar rahi hnu.
pata nahi tumhe kitna pyar karti hnu tumhe jo tumhare na hone par , dur jane par bhi andhe ke tarah tumhare hi intezar Mai jindgi bitayi hai .
Na kisiki aane ka khusi hai na kiski Jane ki baas tumhe hi pane ki tamanna bhar padi hai .iss jindgi Maine baas tumhari naam diya hai .
Haan thik hai sorry ye sab fijul cheeze dekh kar tumhe parishan Kiya ,chhoti bachhi ke tarah itna sataya .
ho gayi na galti aab maap karbhi toh do itna kya rooth kar baithe ho baat kar bhi toh do.
block karke baith gaye tum kya ye tumhara naadani nahi hai ya baas Mai hi bachhi ho kar rahi hnu . itna pyar karti hu samjh toh jao yaar intezar bohat satata hai aab Maan bhi jao yaar .
3 saal ke baad itna khush huyi hnu Mai .aab aur dukh na dilao mujhe tumhe yaad karti rahti hnu chahe subhe hoye ya raat ,pyar kya ye hai .agar ye hai toh intezar karungi Mai .
par ye intezar toh bada tadpati hai .............

© sona