...

3 views

Halat 10
#NightInForest Sapnon Ki Udan bharne Lage Hain
Suna Hai vah Kisi Aur Se Pyar Karne Lage Hain Hamen Unki Chahat Mein Ab Dard Nahi Hota suna hai unki Aankhon Se Ab Koi Gham Nahi Dikhta vah Chalte Hain Magar Hamen Unka Chalna Achcha Nahin Lagta vah Sapnon Ki Chahat Mein Apna Naam rakhte Hain Suna Hai vah Kisi Aur Ke Naam per Apna Naam rakhte Hain Gali Se Gujara Hua Hai vah Ki Gali Se Gujara Hua Hai vah uski Gali Mein ab Dushman Aane Lage Hain Humne To Kaha Tha use dushmanon se Duri acchi Rahegi jitni duriyan badhaaoge Unse utani hi Tumhari Jindagi Mein mushkilen kam Rahengi halaton se Ladai Karoge To Halat Tumse Ladne lagenge Jitna halaton ko majbur Karoge Ladne ke liye itna hi Tumhare Aage Ladai Baki Rahegi Ki Kar Lo Ladai se Samjhauta Tumhare Liye samjhote samjhote acche Rahenge Waqt Ka Kuchh pata nahin Hota Waqt kabhi bhi Badal sakta hai Waqt Ke Aage Koi Nahin Jhukta Kyunki Waqt Insan ko Jhuka Kar Rakh Deta Hai Waqt Ki Duniya Hai Waqt Ka hi hissa hai Waqt ki is daldal mein fanse Hain Ham suna hai use daldal se dar Nahin Lagta daldal uski Amanat hai kya Ham eton ke gharon mein rahte hain kya daldal Mein Uska Ghar Hai Ham Pani Jeene Ke liye Peete Hain aur vah Pani ko apni Jindagi samajh Lete Hain Fark sirf itna hi hai vah Jindagi ke liye Peete Hain Ham Jeene Ke liye Peete Hain Halat ka koi mohtaj nahin Hota Kyunki Halat Sabko majbur Kar Hi Deta Hai jhukane wala to Jhuk Jata Hai Magar Dar Dar ke Jina ab Chhod Diya Humne Jo Hamen darate Hain Ab To Sirf Unka Intezar hai Koi Hamen kya Dar aaega Ham to dal Walon Ko Dara Dete Hain aur Ab Hamari manjilen bahut badi hai Kyunki ham ab Jameen per Nahin Chalte aasmanon per udate Hain aur Hamare pair Jameen per tikne Nahin wale Kyunki Hamara Rasta bahut bada hai jitni bhi mushkilen Hamare Aage hai na UN mushkilon ka rasta Piche pada hai Hamara Haal Kya Hoga Hamara Dil Kya Hoga Aksar Chot Lage to uth Jana chahie chot ke aage Jhukana Nahin Hai Dard Bhale Hi Ho Tumhare jakhmon per UN Dard Se ladna Nahin Hai killer ladke Hum thak Gaye ab Ab To Shanti se Jeene Ki Aas Hai Kuchh Na Kuchh To Hamari Jindagi Khas hai Yahi Soch kar Ham Khud Ko Sambhal Lete Hain Ki Duniya Hai yah ek din khatm ho hi jayegi Jin Pallo per Hamari Kahani likhi Hai vah panne pata nahin kab khulenge Hamen apni Jindagi Mein Ek Hi Aas hai ki Jindagi Hamari bahut Khas hai Sapne Ham utane dekhte hain jitni Hamare nindon ko vah bhai Sapno Ke Aage Hamari Nahin Chalti Sapnon ko Ham chalate Hain Waqt kya hai yah to Ek Ehsaas Hai Jo Ek Din Chala Jaega Ek Naam Jo Ek Din Badal Ja
© samreen