...

6 views

accident
mai 6th mai thi to ganv se pass wali City mai study krne jana pdta tha to ak baar asa huwa ki mai or didi or ak bhau bas mai the last wali seet to ak Turck ne bas ko takkr mari or meri Kismt ki to lgi hui hai 😂mai itni door thi fir b sisa tut kr meri god mai gira todi si chot aayi tbi aage ak ldka betha tha mai use nhi janti thi usne bola ki are baisa ko lgi mtlb hmare yha Raajput ldkiyo ko baisa bolte hai to huwa u ki wo jo ldka tha bhoat gusse mai 😂or city tk bas wale ne Turck ka picha kiya ganv se city puchty phucty turck pdka gya wo ldka niche utra usne Turck wale ko pita wo baat hmesa yaad thi yaad b nhi thik sakl us ldke ki mane uski awwaj suni us bhid mai chera nhi deka tha or yaad b nhi rha mai12saal ki thi shyd us waqt mager dil mai use lekr Good feeling thi ki kon tha dekna tha use u smj lo i really like 😂mai uske baad ganv se dusri City mai aagyi jha hu abhi fir mai wo kisaa bhul gyi but khi na khi tha ki wo kon tha jisne mere liya Turck wale se ldayi ki or kribn wo yade dimag se nikal gyi thi 15saal baad ab Kuch din 😂haa bhulna mt us bas mai didi thi fir ak baar didi ne kha us ldke se milau bacpn wala jisne tere liy turk wale se ldayi ki mai bhoat khus ha kra na mane kbhi pucha hi nhi ki kon kha ka tha fir pta cla mere ganv mai kisi ka ristedar hai didi ka frnd b hai kbhi kbhi hmare swalo ke jwaab hmare ass pass hi hote hai pr acha lga milke unse