Akhlaq aur Maashrah🌺💮🌸💮🌸🌺
aaj tou dekhna bohat huwa itna gussa charaha huwa hain na sara ka sara gussa aaj insub bachon par hi nikalonga school ke sir aj ghar se school pohnchtey huwe ye boltey huwe school ki taraf rawana horahy thy,
jaisi hi apni class mein parhane ke liye pohnchy tou forun bina koi baat kiye pori class ke bachon se kehne lagy aj yaad hai na kiska test hai or agar kisi ko bhi test yaad nhi huwa tou phir acha nhi hoga,
bachon ne yes sir bolty huwa kaha,
sir ne ek jumla or farmatey huwe kaha,
or han wo written test nhi hoga,
balkey baari baari subse sunoga kahin se bhi poch sakta hun tou sub tyar raho,
sir ka ye kehna tha or bachon ke cheron mein jaise gham ki leher dourh rahi ho,
un ustad ne apni samne wali pehli hi desk se ek bachy ko khara kartey huwe farmaya,
han pehle tumhari baari hai,
do din se diya huwa hai ab tak tou subko yaad hojana chahiye tha,
wo bacha bohat darte darte uthne lagta hai class ke sir usay gussay se kehte hain kiya khary hojao or ussay sawal karna shuru hojatey hain jis chapter ka test diya tha,
bacha darte darte sochta raha bolty bolty hi khamosh hojata,
haan ye bolo na ke tumhy yaad nhi hai,
ya karke hi nhi aye ho,
ab maar khane ke liye tyar hojao,
sir gusse ke lehjy mein us bachy se mukhatib hokar kehne lagy,
bachy ke hathon mein zor se stick marte huwe kehne lagy jao bahir ja kar khary raho pora peroid yehi saza hain tumhari,
isi tarha bari bari jissay sir test suntey,
jisko nhi yaad tha unko stick se martey huwe,
subko bahir kharey rehne ka kehty,
jaisi hi unka period off hota hai,
wo class se jaany lagty hain,
tou pichy se ek bacha sir ko hath se roktey huwe kehta hain sir sir,
sir pichy murh kar dekhtey hain or kehte hain kiya huwa hain haan bolu,
sir apse ek bohat hi zaroori baat karni hain,
library mein chal sakty hain aap kiya,
sir sochy hain ab main iski shikayaty sunu ye soch hi rahy thy kehtey hain acha chalo jo baat karni hain jaldi btao mujhe jana hain,
wo bacha nehat hi tehzeeb ke lehjy se sir se kehta hain ke sir apne jo us bachy ko zor se mara tha stick se jo pehli desk par bhaitha tha,
wo mera bht acha dost hain,
iski Ammi...