...

8 views

मेरी अधुरी मोहब्बत
Part-10
Thapad ki aawaj sunkar sabhi uss taraf dekhne lagte hai. Abhinash ko kaafi gussa aata hai kyunki ek to usse uhi thapad mila aur upar se jhutta aarop bhi jo usne kiya hi nhi tha. Abhinash Sameera ke taraf dekhta hai aur chauk kar kahta tum, Sameera- Haan mai tumhari himat kaise hui uss ladki ke saath aisa behaviour karne ki. Abhinash- Maine aisa kuch nhi kiya mujhe pata bhi nai tumne mujhe kis karan se maara hai. Sameera kehti hai oo wow tumhare jaaisa ghatiya insaan maine nhi dekha hai agar tumhe pata nhi to suno tumhina Seniors ke head ho jisne subah ladki se baatamiji kiya tha samjhe tabhi wahan we charo aa jate hai aur kahte hai Sameera chup hoja ye wo ladka nhi hai tune jis ladke ko entrance par thapad maara tha wahi unka head tha usne tujhse baachne keliye jhut kaha tha. Sameera kehti hai What! wo Aditi ke taraf dekhte hui kehti hai aur fir Abhinash ke taraf ghum kar kehti hai o sorry sir i am really really sorry. Abhinash uske taraf bina dekhe hi phone attend kar chala gaya. Sameera gusse me kahi us ladke ko to main chodungi nhi. Ishaan usse saant karate hue kehta hai Aree Sam saant hoja aur tu ye soch ki tujhe aachi si maafi mangani hai Abhi sir se. Sameera Haan wo to mangani padegi kyunki maaine dobaar syapa kardiya hai. Wo ladki Sameera ke paas jaati hai aur kahti hai i am sorry and thank you Sameera apne meri help ki. Sameera usse kehti hai isme tumhe sorry ya thanks bolne ki koi Jaruri nhi hai kya hum dost bansakte hai Nisha kehti hai nhi. Sab use hairani se dekhte hai tabhi wo kehti hai relax guys main to bas yah kahrahi hu iss ladki ne to abhi tak apna naam hi nhi bataya hai naam ke bina friends kaise baane. Wo ladki haaste hue kehti hai mai Kriti hu Kriti Arora. Welog bhi apna apna introduction dete hai aur ab unke group me total 5 log hogaye unke group me Sameera, Aditi, Nisha, Kriti aur Ishaan the. We akshar Yaara teri Yaari song gaate the. We un pancho ka favourite friendship song ho gaya tha. Sameera Abhinash se maafi maangane ki kaafi kosi ki per Abhi usse ignore karta tha. Kafi din bit gaye ekdin Sameera hostel me sidhiyon se gir jaati hai aur uske pairr me fracture aajata hai aur wo apne ghar chali jaati hai. Jab kuch dintak Sammera college nhi jaati hai to unhe kafi tension hota hai we Sameera ka phone try karte hai par phone switch off aata hai we uske room me bhi jaate hai par wahan talla laga hota hai Sameera ki roommate unhe Sameera ke accident ke baare me batati hai we Sameera se kaafi naraz hote hai. Abhinash kaafi din tak Sameera ko nhi dekhta hai to thor tensed ho jaata hai tabhi usse Rohan se Sameera ke baare me pata chalta hai aur wo sad ho jaata hai.
Kya Abhinash ko bhi honi lagi thi Sameera ki fikr jaanane ke liye padhate rahe meri adhuri mohabaat.
Follow me to know what will happen next.
Thankyou Be safe at home and keep following me.
© Saumya