Howrah ka Chaa Wala
Aman Gupta ki 40 saal purani Chai dukan kaafi famous hai Howrah me. Tarah tarah k namkeen aur mithe biscuits k sath woh cigarette, pan masala aur chai k 2-3 varieties b rakhte the apni dukan me. Subah 5:30 baje se raat k 11 baje tak dukan khuli rehti aur logo se bhari rehti.
Biwi Veena ki 30 saal pehle dehant k baad, Aman ka vyavhar din ba din kathor hone laga tha. Unka na koi bacha tha na hi koi aur rishtedar. Akelapan se tang aakar wo ghanto dukan me bitate. Jitne baar woh ghar jaate, utni Baar Veena ki yaad aati aur utna hi unhe dukh hota. Dukan ghanto tak khula jarur rakhte par baat koi gine chune logo se karte aur kaabhi mood jyada kharap ho to thodi sakthi se b pes aate. Akelapan ne unhe behad hi ghusail aur khadoos bana diya tha.
Ekdin ki baat h, Aman apna sham ki Chai ki chuski le rha tha. Chai baaki duniya ko kitni hi achi lage par Aman kabi b santusht nai the apna bana Chai se. Kabi unhe chini kam lagti to kabi chai ki pati kam lagti. Achanak se ek grahak hadbadi se aake bolne laga.
"Dada, Ekta flake ar lebu cha dao."
"Han, bhaiya de rha hu, ye chai khatam krne do."
"Ektu taratari dao, Dada." Ye sunkar unka mood hi bigad gaya. Koi use hadbadi kare ye unhe bilkul pasand nai aur khas karke tab jab wo apni chai ka maza le rhe ho.
"...