...

2 views

vishwash...
Vishwash kehane ko to bahot chota shabd ....
sambhalne ke liye puri zindagi kam pad jati hai .. kehane ke liye sab keh dete hai vishawash hai tumpe par sach wo kar pate hai .. hamare astitav par samwal utha rahe to ye kaisa vishwash unka .. bo ghadi me tut ke bikhar gaya vishwash .. wah re wah vishwash .. logon ke paas bahut kuchh hai,
magar mushkil yahee hai ki,
bharose pe shak hai aur,
apane shak pe bharosa hai.
ek baar fir shak bharose se saboot maang raha hai,...
hans rahee hai qismat, fir ek rishta dafan ho raha hai...
vishwash ke do pailu hote hai . har ek pailu pe samjhdar insan sochne pe majbur ho jata hai ... jaha har waqt bass shak ho .. waha koi rishta nahi ban sakata ..khudako vishwas ke taraju pe kitani bar tuale ... kyu tuale ?
kudhako kitani bar explain kare ... na aab hame sabut dena .. na abb hame kudh pe kichad uthana ..
rishta jaruri tha hai aur rahega but rishta banabe ki koshish ek tarfa na hogi ...
har ek choti bat pe agar vishwash pe swal khade ho rahe hai ... to iss rishte ki buniyad hi kamjor hai ... ek kamjor rishte pe dil har baithe ...
fir ek jindagi ka Naya daur ...
sukriya ye jindagi jo vishawash ka matlab samajha diya unki najro me ....
hum kitane kamjor hai ye pata chal gaya ..
vishwash to hamne Kiya uanpe .. na kisi sawal pe na kisi shart pe .. andha hoke vishwash kiya .. na sabut mange na sawal uthaye ... wo jaise hai waise hi apanyeee .