...

43 views

long distance love
15th years poore karne ke baad jab mai 16th years ki hone ko ayi toh us ajnabi se pyar hone ka eahsaas hua mujhe apni kacchi umar mai pyar ka rishta nivane mai bahut dar lag raha tha ki kisi dusre Insaan se connection bnana kitna muskil hota hai us din ajnabi se jab meri nazar mili toh eaisa lga ki jaise koi mujhse bhi jayda mujhe pyar karna chatha hai lekin zaruri nahi ki har rishta dono taraf se strong ho mera aur us ajnabi ka rishta zarurat ki neev par tika hua tha uski har fitrat se anjaan thi mai aur phir mujhe ydd aya ki agr rishte ki gehrayi janni hai toh kuch had tak long distance rakho yeh dekhne ke liye kya woh apni zarurat poori karne se bhi jayda tumari parwah karta hai yeh soch kar ki hum zarur milenge toh usse koi frk ni padega long distance se jayda ni bas todi distance usko samjne ke liye nahi toh zarurat poori karne ke liye yaha toh sara jamana tayyar ho jata hai kyuki logo ka chahe ghar ho ya rishta barbaad karne ki fitrat Is duniya ki rivayat bn gyi hai