...

3 views

space debris
2050 ki survat ho chuki hai aur ham insano ne apne hisabh se earth ko dhal liya hai
Earth ke sath hamne space ko bhi apna gar bana liya hai aap ko kya lagta hai ye sab hamne sahi kiya
Aap soch rhe hoge ye q puch rha hu mai
Rukiye sabr ki jiye batate hai
Chaliye survat se suru karte hai
Aap bol rhe hoge Insano ke hith ke liye kiya hai to sahi kiya hoga
But aisa nhi hai hamne apne hisab se earth aur space ko dhhal to liya uske sath me hamne ek mushibat ko bhi gale laga liya hai
Aap jispe muje phadh/sun rhe ho use leke insaan ke hith ke liye Bane sare chiz/ vastu ye sabhi ko control karne ke liye space me bhot sare satellite ko beja gaya hai
In sab ko bej ne ke karan space me debris jama hota ja rha hai
Ab aap sab soch rahe hoge Space debris kya hota hai sochiye mat ham bata dete hai
Satellite ko space me bejne ke liye bhot sare aur elements ya rockets lagte hai ek baar space me jane ke baad ye sare elements aur rockets satellite se alag ho jate hai . Aur ek baar ye rockets alag ho ne ke baad kisi kaam ka nhi hota aur ye Earth ke orbit me hi gumata rheta hai is hi space debris khete hai
Ab Earth ke orbit me itna satellite ho chuke hai ki ab hmara earth kuch aisa dikhta hai
Is ke baje se hame space me research karna mushkil ho rha hai
Is ko dekh sare country ek sath aagye hai aur space ko clean karne ke liye Mission space clean ki survat kar diya gaya hai
aaj 12 baje phele mission space clean rocket ko space me beja ja rha hai
Ye khushi ki baat hai hamre liye but ham ye galati aage phir se nhi doraye iska ham daan rakana hoga
(Rocket countdown suru ) 3 2 1 launch
Rocket aasman me jate hi ek dhamka hota hai
Are ye kya ho gaya nhi nhi ab ham kya kare...
Utne me earth ke sath spaces junk ka collision hota hai


Conclusion:- dekha aap logo ne agar iske baare me ham abhi bhi nhi sochege to ye 2050 se phele hi ho jayega

© VINIT KUDDOR