...

5 views

मेरी डायरी part-7
...my overthinking...
pta nahi ye kya ho rha h mere saath m bahut jyada overthinking krta hu jiski wjh se mai bahut jyada pareshan hu . m jo bhi overthinking krta hu wo kabhi sach nahi hoti h lekin lekin jb m apni jaanu ke baare me overthinking krta hu wo hamesha sach ho jaati h aisa q h . ye baat mere aaj tk smj nhi aayi h . maine aaj jo think uske baare me kiya mummy ksm wo 100% sahi tha jaisa maine think kiya tha waisa hua . ab aap batao iska kya reason ho skta h ki m uske baare me jo think krta hu wo sach q hota h . mere ye baat abhi tk smj nahi aayi . per aap me se kisi ko bhi pta ho to comment kr ke jarur btana. or ha jaisa maine socha waisa ka waisa hi hua tha koi bhi change nhi tha ....