...

16 views

woman.
kahne ko toh sab yahi kahte hai aurat me bahut sahne ki himmat hoti hai..
par kabhi socha ki aurat sahti hi kyu hai .
kyu ki logo ne ye maan liya hai ki wo aurat hai wo sab sah legi.
kya kabhi kisi ne aurat k dil me jhak k dekha wo kyu sahti hai.
jane do aisa koi nahi sochega kyu ki itna koi sochta hi nahi....
G.S...