maa aur beti ka pyaar😍😍😍😍
maa ka pyaar 😍😍😍
ek ma ka pyaar esa hota h koi chakar bhi nhi samjh sakta uska pyaar krne ka tarika
aur naraz hone ka andaz bilkul alag h kyonki ek maa hee to h sabko samjhti h
wo apni beti ko ache galat ke barem batati h aur usko rokti h aur uske aane wale kal
ke berm sochti h uska Ane wala kal bahut
acha ho aur usse koi preshani na ho .........
beti soch🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔🤔
ab beti ki soch sabse pre h aur wo ye sochti
maa ne mujhse aesa kyon bola wesa kyon bola yahi sab sochti h bahar chali jati h...
bahar walo ki soch🤔🤔🤔🤔
are beta tere ghumne ki din h yahi life h
aur sabki betiyan h lekin tu to bahut alag h
teri maa tere liye galat sochti h aur tere ko
ked Krna chahti h taki tu ghar me reh bahar na ghum sake kesi maa h teri .....
beti ki soch🥺🥺🥺🥺🥺
maa ki achi baat samjh nhi aai bahar walo
baat samjh gyi aur lagi maa ko sunane ulta seedha na usne ye socha maa thik h ya nhi
unke barem me nhi socha aur bahut kuch bola jo maa sehan kar sakti aur unko heart attack aa gya jo unhone apne beti ko jaheer hone nhi diya aur wo zameen par geer padi
tabhi beti dekhti h aur chila rhi hoti h maa utho kya hua tumko utho lekin bahut der ho gyi maa nhi rhi ...........
ab gali Wale ghar me aaye bole sab tere wajah se hua tu kesi beti h aur bahut kuch bolne lge aur tab usko apni maa ki kahi baat yaad aai maa mujhe kya samjha rhi thi aur me kya samjhi ye duniya wale kabhi kisi ke nhi hote sukh me me bhi nhi dekh sakhte dukh me bhi nhi ab usko apni soch
aur apni galti ka ehsas hua lekin ab sabkuch h lekin maa nhi .........
maa sab kuch seh sakti h lekin apne bacho kiya gya apmaan nhi seh sakti aur maa ek baar milti h dubara maa nhi mil sakti 🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺
maa hume humare ache ke liye bolti h
rokiti h tokti h lekin Hume unki baat sahi nhi Lage to unko pyaar se samjhao gusse se nhi kyonki gusse se bahut kuch khatam ho jata h chakar bhi nhi mil sakta aur pyaar se bahut mil sakta h maa beti me pyaar best frd ki tarh hona chahiye jo dono ko ek sath
rakh sake😍😍😍😍😍😍😍😍
maa ka pyaar 😍😍 ma h to sab kuch nhi to kuch bhi nhi 🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺
© All Rights Reserved