...

4 views

badlaw change cause of incident
zindgi main koi sahi aur bade badlaw ke liye ek thokar lagna jaruri hai.kai bar ek thokar se puri zindgi badal jati hai.aur sahi bhi hai.mere sath bhi kush aisa hi hua. zindgi main kafi thokar khai bahut royi hu zindgi main apne liye negetive hi sochti thi par dusro ke liye hamesha positive.logo ne hamesha muje ignore kiya underestimate kiye kai bar to apno ne bhi .par ab zindgi main bahut bdlaw aya hai ab hamesha khush rehti hu. zindgi ki suchai ko apna liya hai maine . jo kabhi nahi ho skta uske liye dukhi hona shorh diya maine. kabhi kabhi kamjor parhti hu fir apne aap ko sambal kr strong bn jati hu.isliye suchai se bhagne se acha hai uska mjbooti se samna krna usey apnana. so zindgi ko ek maksad do aur usey pura kro agar haro giro ghabrao mat apne upar wishwash rakho bs
© heer