...

7 views

बिरजू था परिवार का जान,पर क्यों दी अपनी जान!
कहानी है एक ऐसे मज़दूर की जो कभी अपने परिवार के लिए जान छिड़कता था /
नाम था उसका बिरजू ,वह हमेशा काम की तलाश में घर से बहार ,बाजार के चौक में जाता और प्रतिदिन का काम तलाशता था/Ek din use Ek thekedar se 10 din ka kaam Mila,usne apni tuti phuti mobile se Ghar phone Kiya,bas Kya tha sabhi yeh khabar sun sab Khushi se jhum uthe/birju pahla ka kaam karke Ghar aaya / Ghar pe sabhi khush the / sabhi khush the ki able 10 Dino Tak khane me koi dikkat nahi hogi.ishi bich birju ko pata chala/ kuchh Dino ke liye kaam band hone Wala hai/uske samne pahad so tut padi /pata chala ki ab sab kaam band hoga./ use kuchh samajh me nahi aaya aur woh Bazar ki chauraha ki taraf bhaga pata chala ki agle 10 Dino Tak sab band rahega.yeh sadma bardast nahi Kar paya Birju aur gaon aate samay / Ghar ki mahol ko sochta .rashan Kahan sa ayega/
aur idhar Budhni ,Birju ki patni v pareshan ,Tino bachche v pareshan ,tabhi Budhni ke Kano me awaj aai Birju jhul Gaya re pakro ,bachao use / yeh baat sun Budhni bhi us aur doidi .Birju Ek ped se latak raha hai aur chhatpata raha hai /niche gaon walo ki bheed hai /sabhi Birju ko bachane ka jidojihad Kar rahe the / Ek ne badi ki jaldi se ped par charh Kar rassi ko kaat dala aur niche rakhe puwal pe ja gira Birju/uski saanse chal rahi thi use turant Hospital me Jaya gya/Ab Birju thik tha/Budhni ne puchha aisa kyo,aap hamre sabkuchh ho aapne aisa kyo Kiya aur pakad Kar rone lagi.
Birju ko gaon walo be samjhaya /yeh paristhiti sab ko jhelni hai is se mat ghabrao,iska samna karo.Birju ne puchha itni badi bandi kyo,jawab Mila
CORONA.
© All Rights Reserved