...

54 views

Meri payari maa
Love you maa. Ham sab apni apni duniya mei. Apne apne mein khoye rehte hai.Ine sab ke beech mei maa hi aisi hoti hai, jo apne bacchon mein kho jaati hai. Is duniya mein maa jaisa koi ho hee nhi sakta?
Meri bhi mein kuchh aisi hai. Mera bahut khayal rakhti hai meri man.lekin ine sab ke bich mei me bhi apne maa ko pyar nahin kar parti. Ham log kitne ajeeb hai na..!Jo hame ise dharti per aate hee hamari sari galtiyo ko swikar karke,hamen apna leti hai. Aur ham is duniya mein man ko hee bhul jaate hai. Maa hamari har chhoti, badi nadaniya ko maaf kar deti hai. Aur ham unke chhoti se chhoti galti ko pakad kar baithe rahte hai. Maa hamare liye har vah kam karna chahti hai jisse hamen khushi mile. man hamare liye har wo sapne jo apney , liye apne bachpan mein dekhti hai. Sab kuchh chhod deti hai. Per ham sab kya karte hain kisi aur ke liye apne maa baap ko chhod dete hai. Man baap apne bare mein kabhi nahin sochte shiva apne bacchon ke!
Aaj kal ke samay mein bacche, apni khushi ke liye apne man baap ka thorda bhi khyal nahin karte. Ham sab bus apni khushiyan dekhte hain.Aur ise ke karan aajkal aisa ho gaya haa ki , hamen apni khushi ke liye hamare man baap ko vidyashram mein chhodana pad raha hai. Brade dukh ki baat hai ki ham apni khushiyan apne man Papa ke bina mei chahte hai. Jabki ham aisa bahut galat karte hai. Man to hamari puri duniya hoti hai. Maa hi aisi sucks hai jo hamare liye apne puri duniya ko chhod deti hai.
But hm sab apni man ki pyar ko nahi samajh paate. Bahut dukh hota hai ki kabhi kabhi ye jlati main bhi duhra jaati hu. Aur main na chate hue bhi kitni bar unko hat kr deti hu. sorry maa....! Yah baat mujhe bad mein samajh mein aata hai. Lekin sahi mein man bahut pyari hoti hai....



_Shing Ankita