Tum
HUM SABKILFE MAIN EK NA EK INSAAN ESA ZARUR HOTA HAI JO HUME HAD SE ZYADA PYARA HOTA HAI. TANYA KI LIFE MAIN BHI EK ESA INSAAN THA JO USE HAD SE ZYADA PYARA THA DEEPAK TIWARI.TALL, DARK, HANDSOME PERSON THA.UN DONO KI MULAKAT EK AJEEB SE INCIDENT SE HUI THI.
Tanya zyada tar samye apna chat par hi bitati thi, exams khatam ho chuke the uske pass karne ko kuch tha nahi college khatam vo soch rahi thi ki kahin ghumne jaye par yeh possible nahi tha kyunki uske ghar wale use bahar kahin jane nahi dete the. Ek din Tanya chat par beithi thi ki uski nazar uske kitchen ke samne wale ghar ke bagal mein jo balcony hai wahan se use koi dekh raha hai use esa laga. Chodo jane do! Bol kar usne rehne diya , kuch der baad Tanya apni chat par ghumne lagi use ek insaan usi balcony par nazar aya, usne use dur se wave karke hello bola.Tanya badi hi friendly ladki thi isliye usne bina hichkichaye hello bol diya. Kuch der baad us insaan ne use uska no. manga usne dene se inkaar kar diya, aur vo niche chali gai apne ghar main. Agli subha uski jaldi ankh khul gai usne socha vo thodi der uppar ja kar tehal legi, vo uppar gai ki thodi der paani piker tehal ne lag gai, thandi thandi hawa chal rahi thi aur subha uthte hi jo panchiyon ki awaaz ati hai vo toh aur bhi lubhawani hoti hai. Tanya is khoobsurat nazare ko dekh rahi hoti hai ki uski nazar achanak se us balcony par khade ladke par jati hai, vo ladka use dekh kar hello bolta hai aur fir ek baar Tanya use hello bol deti hai. Vo insaan Tanya se uska no. fir ek baar mangta hai aur Tanya fir ek baar use mana kar deti hai, Aur vo insaan use smile pass karke apne room main chala jata hai. Fir kuch din beet jate hai aur yahoi silsila chalta rehta hai. Fir jab ek din vo insaan belcony par nahi ata aur use nahi dikhta toh vo uske bare main sochne lagti hai, kuch din baadvo use dikhta hai par vo insaan use dekhta nahi to tanya ko thoda ajee lagta hai, vo insab baaton ko chod deti hai aur jae deti hai. Ek din tanya apni friend Amrita ke ghar jati hai jo uske ke hi kitchen ka samne wala ghar tha wahan ja kar vousse chat par jane ki zidd karti hai, uski dost maan jati hai aur vo dono chat par jate hai. Tanya ko hi blcony dikhti hai par jahan vo insaan rehta tha wahan par tala laga hota hai vo thodi der intezaar karti hai aur 6:00 vo insaan ajata hai shayad kahin job karta hai aur is liye ghar par nahi tha tanya yeh sochne lagti hai.vo insaan use nahi dekhta aur andar kamre main chale jata hai vo sochti hai ki shayad usko mujhse baat nahi karni is liye vo andar chala gaya hai aur vo apni friend se baat karne lagti hai. Kuch der baad vo insaan belcony par...