...

3 views

Nīmaz_
Nimaz mahi ke ankho ka sakoon ha jo isa ada na kara so wo Mohammad -saw-
ke ankho ko takleef data ha
Allah ham sab ko nimaze banaya 5 wakht ka aur pahala to rab sab ko tawfeek da iman ke

wasa kya lagta ha allah na kyu ham nimaz ka lya kaha
nimaz he nsgi islam ka 5 pillers ha
_Kalima _nimaz ,_roza, _Zakat, _Hajj

ya sab kyu
allah ko kami to nahi na farishtu ke itne to population nahi jahan ke jitna farishta ak wakht ma aus hakeem sa samna sarbasajood ha
yuhi nahi kahata Iqbal sahab ka
_Dard-a-dil ka wasta paida kya insan ko
_warna kya itahat ka kya kuch kam na tha kurobyan
lakin nimaz kyu humans ka lya farz ha


muja jo lagta ha ma wo batata ho well ya sab based ha scientific facts and kuch apna experiences pa
1_Kalima sa start kara to Sab ko pata ha Kalima is lya zarori ha kyu ka ya to pachan ha muslim ke iman wala ke
2_ Nimaz
ak Cristian philosopher ka kahana ha ka "ak bar mana ak muslim ko nimaz padta dakha to ma examine kar raha tha kya ha nimaz mako ak he chz samj aye ka ya start sa lak end tak ak exercise ha jis ma body ke har ak bone and mussels ke exercise ho jate ha and jab muslims 5 wakht tak ya karta ha to ak healthy exercise ho jate ha" and muja lagta ha ka allah ko koi zarorat nahi hamara tote phote ade ibadat ke auno na to har chz hamare balaye ka lya banaye ha shayad is ma be hamar lya he kuch hoo.

3_Roza, roza ka to scientists and zoologists lhud kahata ha ka bada sa bade diseases is sa cure hote ha
jab ham roza sa hota ha to human ke dead cells jo hote ha auna body khud kha late ha unnecessary fat ko be khatam karte ha aur bacterial growth kam hote ha body ka andr because ham limited khata ha aus doran

and roza rakhan ka ak month ha but isa follow pore sal karna hota ha but ham....
khar
Zakat ka to kya kahana
payara habeb khud kahata ha ka gareebu aur mohataju aur yateemu ka dhayan karo
so zakat to ise lya ha ka hama apne jase baki makhlok ka be khayal raha. khud ma khoya rahana Mai jase bure chz ma ate ha aur mai insan ayr insanyeat ko kha jate ha na......
And hajj shayad is lya ka is sa hamare jo mohabat ha habeeb -saw- sa aur aun ka shahar sa wo zahir hote ha aur is sa hama rab aur aus sa judna ka zaryea milta ha
ak hajji ka jo rutba banta ha to phr wo gunnah ka nahi sochna chayea too

khar jo be ha allah ka shukar ha

bas dua kejyea sab ka allah hamare ankho ko haya da aur hamare dil ko ilam aur kalb ma iman kedolat bhar da aur hama ilam ka shahar bana ka logu ka khidmat guzar bana da
_Aameen
© Sharafat Rafiq.