...

13 views

aakhir kyu
kyu khushi sirf Chand lamho ki hoti h ....
jo aati h aur jb tk hm smjh pate h chli jati h , kyu khushi char din ki chandani aur gum baki Andheri raat jaisa h
kyu Ishq schha vhi jisko milti nhi manjile .. kyu har Prem kahani ko amar hone k liye adhura rhna padta h
kyu mohabbat ka rasta itna mushkil h kyu hm jinko pyar krte h unke pas nhi rh skte kyu khawaishe adhuri ho tbhi hasrate smjhi jati h ..kyu kyu kyu
kyu jinka milna naseeb me nhi hota pyar unse hi mukammal hota h
kyu khuda itna beharam h ki mohabbat aksar har jati h aur nafrat Jeet jati h
kya schi mohabbat ka koi mol nhi kya ye itni shallow h ki ek pal me bhul ke praya kiya ja ske
kyu bhagawan kyu Radha Krishna ki na ho ski heer ranjha ki na ho ski Juliet Romeo ki na ho ski aakhir kyu kyu kyu ....

© preeti choudhary