...

39 views

Rajtantra episode-7
dosto apna episode-6 ma phada ki Rashtrawadi party ya Bahujan samaj party jita gi 2017 ka Vidhansabha election kaun jita ga?

BREAKING NEWS: abhi abhi sabse badi khabar hai ki Rashtrawadi party Uttar Pradesh ma lucknow ma jo ralley karna wala tha ab wo ralley thik 2 mintue bad chalu hogi. is ralley ma cabinet minister Shiv Pratap, mahasachiv Kumar Pratap aur party leader Ram Pratap is ralley ma rahaga.

ab shiv Pratap, kumar Pratap, Ram Pratap gaadi ma aata hai aur fhir security ke sat stage par jata hai.

Kumar Pratap: Bhai aur Bhano app sabi ko Dhanyawad deta huu ji app hamara ralley mein aaye. Bhai aur Bhano ye koyi chota mota Raja nahi hai ye Uttar Pradesh hai jo sabse bada Raja hai. is Raja ma 2017 se pahali ki Sarkar "Bahujan samaj party Sarkar ne Pradesh ke logo ke liya bahut kuch kiya"aisa Uno ne bola. asal ma aisa huva nahi hai. aaj bhi Uttar Pradesh ke har gaav ma bijali aur pani ki samashaya hai, kheti ki samashaya hai.
ye samashaya sarkar ke badle ma hamarai part ne suljaya. bas itna bolna chata hu ki aap vote de to sahi party ko de. app sabhi ka vote bahut kimti hai. is kimti vote ko sahi jaga istamal kijiya. Jai Hind ! Radhe Radhe.

BREAKING NEWS: abhi abhi apana dekha ki Rashtrawadi party ki mahasachiv Kumar Pratap ne opposition par mutod javab diya. aur finally kal Uttar Pradesh 2017 ka Vidhansabha election chalu hojaye ga.

dusra din subaha
BREAKING NEWS
Uttar Pradesh elections total 4 phase ma hoga. 1 phase ma 68 vidhansabha seats par hoga, 2 phase 100 vidhansabha seats par hoga, 3 phase 110 vidhansabha seats par hoga, 4 phase 125 vidhansabha seats par hoga.ye election ka result 5 din bad aayega.
the story was continue in Rajtantra episode-8.

© written by:kavit sheth