...

6 views

Long distance relationship
"PYAAR" ek aisa word hai jo bahut hi khubsurat hota hai.

jisme ek dusre ki caring trust ek dusre se bina koi reason ke pyaar without any dout I mean to say "shak" jaha ek dusre se pyaar belive hota hai.

waha ek dusre par hume shak nahi karna chaiye

bahut me se kuch relationship aise hote hai jinka kuch time bad ek dusre se jaldi break up ho jata hai.

kuch gf bf ek dusre se milte rhte hai ek dusre ko time dete hai.

par jaha ek dusre se pyaar believe strong physical relationship strong bond mature understanding respect ek dusre ke sath quality time spent karna caring.

ye sabhi ek ache relationship ko maintain kar ke rekhte hai.

kuch couple aise hote hai jo ek dusre se long distance relationship me rhte huye bhi ek dusre se mile bina phone par bate karna video call karna.

ek dusre ka pyaar feel karna jo ek dusre par respect caring pyaar believe karte hai unka relationship long time tak happy and forever rheta hai.

ek dusre ke liye wait karna
unki call ya message ka wait karna.

sabhi ka pyaar kar ne ka tarika different different hota hai hum sabhi ki feeling bhi different different hoti hai.

jab ek dusre me se kisi ka bhi call message nahi ata toh hum sad se ho jate hai humara kuch bhi kaam karne ka man nahi karta.

par jab suddenly ek dam se call message ata hai
toh hum bahut jyda happy feel karte hai humara man acha feel karne lagta hai ya jab milte hai.

long distance me rehte huye bhi ek dusre se badi "sheedat" ke sath ek dusre ko touch kiye bina Pyaar karna wohi hi "PYAAR" hota hai.

"PYAAR" ke bare me jitna jyda bataya jaye utna hi kam hai



© reemahayat