...

79 views

Ek ladki hona aasan nahi hota..
Life mein na jane kitni sari "Adjustment"
karni padti hai...
Zindagi ko khud ke hisab se nahi,
"Society" ki soch ke hisab se jeena padta hai...
Parivar ki khushiyo ke liye khud ki hazaaro khushiyo ki kurbani deni padti hai...
Logo ki shak wali nazaro se har roz ladna padta hai...
Zindagi mein agar kuch karna chaho to be- mtlb ke sawal khade ho jate hai...
Or un sawalo ki wajah se kabhi- kabhi khud ke sapno ka hi gala ghotna padta hai...
"Ek ladki hona aasan nahi hota
Janab".......
anjalikashyap