...

15 views

independency
akele insan ki koi khani nhi hoti h yha kisse bnane k liye bhi oro ki jrurt hoti h hm log dusro pr itna depend ho jate h ki wo hme jese chahe chla skta h hmari khani bdl skta h,,,,agr hm kisi se pyar karte h tb hmari khani alg hoti h or jb hm kisi se nfrat karte h tb bikul alg ,,,to kya hm or hmara swabhav hmesa dusro pr depend rhega hm khud se na jyada pyar karte hai or na jyada nfarat,,,phir insan ko sb bura kyu bolte h bura wo kese hua ,,,agar iss duniya m kuch bhi bura h to wo h dependency ,,,, hm jb dusro pr depend hone lgte h tabhi achhai burai suru hoti h,,,agr wo dusra insan aapko achha btata h tarif karta h chahye wo juthi hi ho hm bhut khus hote hai or whi kabhi hamari burai kr deta h to hm dukhi hote he yhi se nfrat suru hoti h,,,insan ko dusra insan hi achhai burai ka teg deta hai,,,,hme chahiye ki hm apni achhai burai khud dekhe kisi pr depend na ho ki hm kese h ,,,,apne ko apna observation khud karna hoga or ek nya smaj bnana hoga jisme sb independent ho ,,,,,,sb achhe ho,,,,,,sb parye ho,,,,,, nfarat sirf hm apni burai se kre kisi or se nhi,,,,,aao hm sb mil kr apni ek nayi khani bnaye,,,,,,,,,,। _Mohini
© All Rights Reserved