...

9 views

Memories
ye memories kya hoti hai...
ye memories ek yaadein hoti hai jo bitaya pal hote hai.
kuch pal dil ke armaan ko firse taza karti hai.
kuch pal yaadein bure khwab ko yaad dilati hai.
memories 2type ke hote ache or bure. Ache memories hasi khusi se bitayae pal ke yaadein ko taza karti hai us time chehere par ajeeb se muskan hoti hai khusi aasu bhi kahi bar aajte hai.
kuch yade to dil ko tod bhi deti hai.

ye memories ko hum akshar kaid karne ki khakis have karte taki kabhi firse yaad karke us pal dubara jiye jaya jindigi ko. Photos ko kaid karke memories ko long time tak smbhal karke rakhe jaa sakta hai. camera ke helps photos or tasbir click karke buhut se yaadein ko kaid karte hum sab. Par jab camera nahi huya tha tabhi bhi hum sabhi memories ko dairy mein likhte sath hi sath dil mein bhi rakhte the. Dairy mein memories ki baatein ka sath use judi huye chijo ko bhi uske sath note karke rakhte taki usko jab apni hatheli par lete hni purene yaad taza ho jata the.
Abhi technology itna progressive kiye hai ki memories ko kaid karke store karne ke liye phone mein memory use karte.
memories ke liye memory buhut gajb ki baat hai na.
bure memories eke bure khwab ki tarah hoti hai jise hum chah kar bhi bhulne aasan nahi hoti hai.
wo pal dimag mein yaad aata hai or dilmein gehere ghab chod jata hai. use judi har yaadein buhut hni kharab hoti hai .
© Lina